Desi Gay Sex Story: Raat bhar ka maza: 2

Desi Gay Sex Story: Raat bhar ka maza: 2

Desi Gay Sex Story: “Yeh to Manish hai,” Ambarish ne kaha, “Aur uski biwi.”
“Tu jaanta hai isko?” maine poocha.
“Haan yaar, mere building mein hi to rehta hai. Pichle saal hi iski
shaadi huyi thi.”
“Shh,” maine kaha. Manish ne apni biwi ke breasts par haath rakh liya
tha aur unhein daba raha tha.
“Light kyon nahin band karta hai yeh?” Ambarish ne poocha.

“Usko lagta hoga ki idhar se koyi dekhta nahin hoga. Hamare bungale
ke alawa aur koyi ghar nahin hai na yahaan!” maine kaha. “Vaise main
idhar ka light band karta hoon.”
Maine light band kiya. “Roz leta hai kya saala?” Ambarish ne poocha.
“Without fail,” maine kaha.
“Isliye tu chutya raatbhar baithke padh sakta hai.”

Khidki choti hone ke kaaran hum donon ek doosre ke kandhe par haath
rakhkar baahar dekh rahe the. Cigarette ke kash bhi le rahe the. Mera
lauda ab tan gaya tha. Roz to main muth maarta tha, magar aaj Ambarish
tha, isliye maine haath bhi nahin lagaya. Agar kuch karta to agle din
sab ke saamne voh mujhe chidhaata tha.

Manish ne apni biwi ka bra utaara. Uske gulaabi nipples tankar khade
the. Manish ne unhein haathon se sehlaaya aur phir munh mein lekar
choosne laga. Maine apne lund par haath rakh liya aur dhyaan rakha ki
Ambarish use na dekhe.

“Sahi build hai Manish ki,” Ambarish ne kaha, “Aksar uske formal
shirt mein pata nahin chalta hai.”
Main thoda chaunk gaya. Ambarish ne Manish ke build ka zikr kiya,
magar uski biwi ke gulaabi choosnelaayak nipples ka nahin.

“Garam ho raha hai yaar?” Ambarish ne poocha.

“Aur nahin to kya?” maine kaha.
Hamare room ka light band tha. Ambarish ne apni cigarette ka stub
phenk diya. Voh mujhse teen inch lamba tha. Khidki choti thi, isliye
voh mere peeche khada hua. Mujhe lamba hone ke karan use mere peeche
se bhi dikh raha tha.

Manish ne apni biwi ko neeche dakhela. Voh uske chaati ko kiss karte
karte neeche gayi. Manish ne lungi pehni thi. Uski biwi uske lund ke
paas baith gayi aur use choomne lagi. Phir usne Manish ki lungi utaari
aur uska lund nanga kiya aur use lollypop ki tarah choosne lagi.
“Mazaa aaya?” maine Ambarish se kaha.
“Kya lauda hai yaar!” usne kaha. “Bhagwaan kare mera bhi aise hi ho
jaaye. Dekh kitne maze le lekar choos rahi hai.”
Phir lauda. Choot nahin!

Mujhe ehsaas hua ki Ambarish bahut garam hua hai. Garmi bhi thi. Usne
apna shirt utaara. Maine kuch nahin kaha. Maine bhi apna shirt utaara.
Utne mujhe mujhe laga ki Ambarish peeche se apna lund meri gaand se
sehla raha hai.
“Kya choos rahi hai, dekh yaar!” usne kaha.

“Main dekh raha hoon.”
“Tune kabhi chuswaya hai kya?” usne poocha.
“Hargiz nahin!” maine thode gusse se kaha. “Hamari umar sirf 18 saal
ki hai. Magar tune chuswaya hoga.”
“Mera poora khada hai yaar!” usne kaha.
“Peeche hat thoda,” maine kaha. Uska lund uski chaddi mein se meri
gaand ko lag raha tha.
“Tera bhi khada hoga na?”
“Haan, hai to,” maine kaha.

“To phir naatak kya kar raha hai,” usne kaha aur mujhe uski taraf
palat diya. Usne meri chaddi mein se mera khada lund dekha aur use
choo liya.
“Kya kar raha hai be?” maine poocha.
“Tera sehla raha hoon,” usne bina sankoch ke saath keh diya. “Tu bhi
mera le.”
“Gandi baat hai yeh,” maine kaha. “Chod mera lund.”
“Kya gandi baat hai ismein? Tu bhi to yahi karta hai na tere lund ke
saath. Idhar main kar raha hoon.”
Main chup raha kyonki uski chuvan mujhe achchi lag rahi thi.

Ambarish ne Manish ke khidki mein jhaankna band kiya. Uska dhyaan ab
mere chaddi ke ubhaar par hi tha, jise voh sehla raha tha. Usne aakhir
meri chaddi kholkar mera lund baahar nikaal hi diya. Voh mera lund
hilaa raha tha, magar maine uska nahin pakda tha.

“Ab kya kar raha hai Manish?” usne poocha.
“Voh nahin,” maine kaha. “Magar uski biwi choos rahi hai.”
Bas itna kehne ki hi der thi ki usne mera lund apne munh mein le liya.
“Kaisa lag raha hai?” usne poocha.
“Achcha hai,” maine kaha. “Aur kar aisa.”
Usne poocha, “Kya choosoon? Gote ya lund?”
“Lund,” maine kaha.

Mujhe ajeeb lag raha tha. Yeh jo mujhe school mein itna pareshan
karta tha; voh ab mera lauda choos raha tha aur voh bhi mazey le-lekar.
“I love you,” usne mera lund chooste-chooste kaha.
“Love you, isliye school mein meri gaand maarta hai?” maine poocha.
“Isiliye to! Pata hai, jo jisse sabse zyaada pyaar karta hai, use hi
sabse zyaada tang karta hai.”
“Aur mujhe murga banwaya tha, voh?”
“Arey voh bhi to pyaar tha. Tu murga bankar itna sundar dikh raha tha
ki maine us raat tere naam ki kaskar muth maari thi. Ab Manish kya kar
raha hai?”

“Manish ab bahut garam hai. Usne apni biwi ki choot khol di hai aur
apne lund se use phaad raha hai.”
“Maine school mein teri gaand maari,” Ambarish ne kaha, “Ab tu meri
maar.”
“Kya bak raha hai?”

“Sach bol raha hoon. Yeh le cream,” usne apne bag mein se nikala.
“Main taiyyari ke saath hi aaya tha.”
Mujhe uski gaand maarne ka aakarshan jaagne laga. Main khada hua aur
uski chaddi utaari. Maine vaseline ka voh cream liya aur apne ungliyon
par lagaaya. Phir voh ungliyaan uski gaand mein ghusaakar use chikna kiya.
Mere liye yeh pehli baar tha, phir bhi mujhe instinctively kya karna
tha, pata tha. Maine mera lund bhi chikna kiya aur uski gaand mein
ghuseda.

Dheere-dheere jhatkon ke saath maine use uski gaand mein daala. Voh
jhukkar khada tha. Main meri pehli chudaai ke mazey le raha tha.
Khidki ke baahar Manish ki aahein badh gayi thi. Uski biwi bhi
halki-halki cheekh rahi thi. Jab Manish ka choota, takreeban usi vaqt
maine bhi Ambarish ki gaand geeli ki. Ambarish ke gaand ne kaskar mere
ras ka har boond le liye.

Hot and wild desi gay sex story of two friends having a super hot and intense gay sex session with each other all night long!

“Sorry yaar,” maine use kaha kyonki maine mera ras uske gaand mein hi
chhod diya tha.
“Koyi baat nahin,” usne kaha. “Tere liye hi to hai.” Voh hilaa raha tha.
“Laa, main madat karoon?” maine poocha.
Voh badi khushi ke saath apna lund meri taraf le aaya. Maine use apne
donon haathon mein pakad liya.
“I love you…” usne kaha aur phir, “Chutiye…”
“Madarchod, tu baaz nahin aayega kabhi!” maine kaha.

Hum donon hasne lage aur khidki ke baahar dekha. Chaandni raat thi
aur roshni hamare khidki par padh rahi thi. Aur humne dekha ki Manish
ne hum donon ko dekh liya tha. Use pata chala ki hum use dekh rahe
the. Usne apni khidki band ki aur gusse mein mere ghar ki taraf aa
raha tha.
Hum donon dar gaye. Ab yeh hamare saath jhagda karne aa raha tha.

Comments