Erotic gay tale of horny boy with the tailor: 1

Foreplay porn video of hot kiss & body play

Erotic gay tale: VEERA DAA LAKSH: Mohalle walon ne beqaif baharon me aankhon se aankhen chaar hotey dekhaa… Munni ko badnaam hotey dekhaa… Sheila ki sexy, haath naa aane wali jawaani dekhaa… chikni Chameli ko akeli aatey dekhaa… aur seedhi-saadi chhorii ko sharaabi banaane wala balam ka pichkaari bhi dekhaa… bas ab baaki thaa toh sirf Guddu ka baaraat dekhnaa…

Sara mohalla badi besabri se intezaar kar raha thaa uss dinn ka – kab aayegaa wo shaam, aur kab niklegaa pyaara Guddu ka baaraat!

Sweet little Guddu — chhota saa, sundar saa, cute saa Guddu — chaand jaisa mukhda, daadi kaa jigar ka tukda… maa kaa dulaara, baap ka aankhon kaa taara… parivaar kaa ek lautaa chiraag, vansh vriddhi kaa jo degaa paraag… sabse nyaara, sab kaa pyaaraa… ghar kaa laadlaa, saraa mohalle ka chahetaa!

Bholaa Guddu, nadaan Guddu — gharwaalon kaa bharpur laad aur pyaar ne kabhi badaa honey hii nahi diyaa!

Aur Guddu kaa yehi saadaapan, maasoom bachpanaa, shokh bachkaanaa… his wide-eyed innocence and adorable immaturity, his unselfconscious exuberance — jaise chilchilaatii-dhuup me ghanghor sawan kaa ghataa, jaise garmi se tapte jism pe sard hawaa kaa jhonka! — sabkaa mann mohh leta, sabko chhoo jaataa… bas, ek nazar koi bhi dekhe, toh mohit ho jaataa!

Bachpan se hotey huye masti kaa ladakpan chaukhat paar jawanii me bas daakhill hii huya thaa Guddu, sirf ikkiss saal kaa thaa — par dikhtaa bilkul schoolboy jaisaa — do hi mahiinaa huya thaa college khatam huye, aur ussne apna family business join kar liya, manning the original shop under the watchful eyes, and expert guidance, of Munshi-ji, the ancient store manager from his grandfather’s days.

His dad spending time at the other store before joining him for lunch, and then, around 5.30 pm, Guddu leaving for their newest, biggest, glitzy store at the mall…

Grandfather ka establish kiyaa gayaa dukaan – SAGAAII – shaher kaa behtareen bridal shop thaa: saree, ghaagraa, lehenga, sharara, gharara, shaadi-kaa-joraa… you name it, and they had it – high-class and of the best quality, of exclusive and exquisite craftsmanship – sab chunindaa!

Within a decade, the single shop became a chain of stores, before transforming into a high-end brand in itself. Ab Daadaa-ji nahi rahe, par Sagaaii ready to expand even further, open branches in other towns and cities!

Phir, achaanak, shaadi tay!!!

Haan, woh dinn aakhir aa hii gaya, saara mohalla jiss dinn ke liye utaavala thaa — Guddu ka baaraat nikalne kaa dinn!

Toh hua yun…

Rana Shamsher was in town… beta kaa baaraat lekar aayaa thaa dulhan ke shaher.

Muhurat saath dinn baad kaa thaa, par pahale hii aa gaye Shamsher-ji – aakhir, it was the wedding of his only son, khushii se phoola nahi sama raha thaa.

Ek bada saa bungalow rent pe le liyaa… sab kuchh ho chukaa thaa, par phir bhii aur lena thaa — hone wali bahu ke liye, apni wife aur beti ke liye — toh unke duur ka saala sahab, issi shaher kaa rehene wala, le gaye teeno ko Sagaaii… aakhir, one simply couldn’t imagine a wedding without first shopping at the famous store!

Toh lunch ke baad pahuchey chaaron dukaan pe…

Aur jaisa kii aksar hota hain — customer kaa level samajh karr unkaa khaatirdaari — ek nazar dekhte hii staff ko pata chal gayaa ke party paisewaley hain, offering chaai and cold-drinks as they displayed their best products, aur maa-beti kaa taste and inclination dekh, seedhaa maalik ko bulaa laayaa!

Father and son had just finished their lunch and were in the office, going through some papers with old Munshi-ji, so Guddu came out to serve the honoured customers…

More refreshments were offered… and more exclusive items shown, thrilling both mother and daughter!

Ab jab biwi shopping karr rahii hon, toh pati kaa kya kaam? He would only be needed at the billing counter. Toh, Shamsher-ji ek koone me baithe apne saala ke saath baat karr rahaa thaa, but his keen eyes watching… his interest piqued as he observed Guddu.

He finally asked his saala, “Woh ladka, koun hain? Bahut courteous, dekho kitnaa polite aur respectful…”

Both watched for a while before his saala replied, “Koun toh pata nahi, par hain bada hi pyaara, bilkul school boy dikhtaa. Aur smart bhi, achhaa ghar kaa hi hoga. Kyu bhai-ji, kya soch rahe hon?”

Ab harr javaan beti kaa baap ek hi baat sochhtaa hain – pyaari beti kii shaadi, aur Shamsher-ji bhi wahii sochh rahe thae!

“Chhotaa maalik hain, sir…” an old staff member behind the counter whispered softly, close to Shamsher’s ear, “Laksh, ek lautaa waaris!”

[ Waise naam thaa Laksh, par ghar aur mohalle me sab hii Guddu pukarte thae ]

Long story short, baap aur mama ab dekhtae baithaa – ladkae ko…

Both noticing those coy, stolen glances amid the rustling silk and susurrus chiffon… espying those blushful smiles passed between the young boy and girl — woh leheraate saarion aur lehengaa kae sarsaraahat me dono kaa chorii-chhipe takraate nain, wo jhapakte palken, wo dabey honth muskaan… aur dono kaa hii wo chehere kaa rang, wo laalimaa!

“Jodi shaandaar banegi…” saale sahab ne suddenly blurted out, making the father look at him with a start.

“Bade maalik ko bulaau?” the same old employee, still hovering close by, asked in a low voice.

Bas, aadhae-ghante kae andar maa aur daadi pahuch gaye dukaan, soon joined by the to-be bride’s brother (himself a groom to-be) and other relatives… aur minton me mach gaya bhagam-bhaag, the staff running to get things ready — maalaa aur mithai, shagun aur rasm kae saare samaan…

Aur yuhi, ho gaya rokaa aur tilak, ekdum chatt mangnii!

Ab baaki thaa sirf patt byah!

Muhurat bhi wahi tay huya: Shamsher-ji kaa beta aur beti, dono kii shaadi, ek saath, ek hii mandap me, ek hii dinn!

The young couple glowing as they sat side-by-side, looking absolutely gorgeous!

Khushi se dil gubbaaraa, dono hii nazar jhukaaye sharmaataa rahaa… Guddu coyly eyeing his beautiful bride-to-be, already feeling his young cock twitch and flex at the tempting thoughts of the impending union!

Once Shamsher-ji and his happy family finally departed after the exchange of lavish gifts, and another round of back-thumping and congratulatory hugs.

Daadi headed home, to supervise the preparation of a befitting dinner for the happy occasion. And Guddu’s mom took her laadlaa shopping — aakhir shaadi thaa koi aam baat nahi, aur sirf saath hii dinn! — kitnae saare taiyaari, aur kitne saare shopping!

Well, Guddu was very particular about his clothes: NOTHING readymade or off-the-shelf.

He had very clear ideas for every single piece of his clothing, the various different outfits he’d be donning for each occassion, for all the various ceremonies: pre-wedding, haldi, baraat, shaadi, reception!

And he wanted each piece stitched and hand crafted: the baraat ensemble, his shaadi wala joraa, the reception suit… and of course, the numerous other garments he’d be wearing during the many other rituals!

Toh kapre khareedna thaa, phir silwaana, and all within the next 5 or 6 days!

Ghar aate-aate shaam ho gayaa, aur tab tak news poora phail gayaa thaa…

Grandma already had the whole house lit up, the colourful lights twinkling away with unrestraint joy, aur saara mohalle me dhoom machaa huyaa thaa, jaise khushion kaa sailaab aayaa hon.

Laddoo-pedae kae saath badhaii kii bouchhaar thaa ghar aur pados me… lag rahaa thaa kae sirf Guddu kaa hii nahi, poore mohalle walon kaa shaadi hon!

It was almost 8 pm when Guddu’s mother pulled him aside and said, “Beta, chalen jaa nahi toh bandh ho jayegaa tera Veera kaa dukaan!”

————————————-

Ghar se nikalte hii, kuch duur chalte hii, raste pe thaa Veera kaa dukaan – paidal chale toh kareeb 8 minute, aur bike pe sirf 3.

‘Sui-Dhaagaa: The Fine Art of Perfect Sewing’ – was a very specialised men’s tailoring service. Saara shaher me mashhoor thaa, famed all over town for their exquisite and incomparable craftsmanship, and perfect fit.

Their unique embellishments, masterful embroidery and delicate chikankaari work!

No groom worth his sehraa could ever imagine his big day without at least one joora crafted at the shop – there always being a long line of to-be grooms… and a longer waitlist!

Parr Guddu knew Veer-bhaiyya… always smiling and waving at each other whenever they crossed path, and he was sure Veer wouldn’t refuse him.

Bachhpan se hii Guddu Veer ko dekhtaa rahaa… shaayad tab woh yehii kuch duss-baaraah saal kaa hoga, aur Veera shaayad eighteen-nineteen kae aas-paas – kya smart lagtaa thaa jab bike pe baitha woh apne baap se milna dukaan aata thaa… so male, so macho!

Aur uska chaal, wah, kya swag thaa… ooper se woh javaan mardon waali tharak, jaise phoot-phoot kae nikal rahaa hon!

Bike kaa aavaz sunte hii nazar Veera ko talaash-taa thaa, rokey bhi naa rooktaa… aur aankh khud-ba-khud khoj letaa.

Aur agar kabhi dono kaa nazar takraate huye mil jaataa, toh sharm se palkaen jhukaa kar jhep jaata Guddu.

Pata nahii kyaa, par dekhte hii kuch ajeeb saa gudgudi mach jataa thaa poore jism me… aur lund ke aas-paas ek anokhaa saa salsalahat!

Kareeb aath-paanch ko jab Guddu pahuchaa dukaan, toh staff saare jaa chuke thae, aur Veera was readying to down the shutter…

[Usually Veera closed up around 8.30 and left for the workshop, before going home around 10’ish]

Parr Guddu ko dekhte hii rukh gayaa, muskuraate huye bola, “Kyu Laksh, aaj aaya Veer-bhaiyya kaa yaad, huh?” aur phir zor se hanste huye haath badhayaa, “Badhaai hon!”

“Ji, thank you, Veer-bhaiyya…” thoda saa self-conscious hote huye Guddu ne apnaa haath aage kiyaa.

And even before Guddu knew it, Veera had him in a bear hug, wrapping both his arms around the boy, joyously thumping his back!

Aur jaise hii unn dono kaa body ek huyaa, ek powerful saa jhatkaa, jaise 440V kaa current, Guddu kaa poora shariir me daud pada… making him shudder at the never before experienced feeling!

[Yes, they knew each other, smiled and waved… but they never had any physical contact before!]

“Chal, aajaa andar,” Veera said, stepping back and pulling Guddu inside the shop, “bol, kya bananaa hain…”

Jab se school khatam huyaa aur college start, tab se Veera apne baap ke order pe daily dukaan aataa, aur tabhi se Laksh ko paas-pados ke aur bachchon ke saath khelte huye dekhtaa… cute saa ladkaa, unselfconsciously loud and boisterous… bada hii pyaara!

Parr thaa chhotaa saa ladkaa… not of much interest to college-boy Veera — he preferred grown up boys!

Phir bachchaa badaa hone laga, aur dekhte hii dekhte mast javaani ubhar aayaa, transforming the boy into an intoxicatingly desirable youth…

Laksh kaa woh linear, ectomorphic slender form… uskaa woh lightly muscled, delicately sculpted teen frame… aur woh dilshaad javaan gaand kaa mast ubhaar — that full bodied, tight and firm, seam-bursting teen butt — wah, ek jhalak dekhte hii lund khadaa ho jaataa thaa Veera kaa!

Aur saath woh naakh-nakshaa, woh bejod rang aur roop – hai, jaise phaagun me bahaar… jaise bhaadon kaa phuhaar… jaise neend me peroya koi sapna, dekhte hii jee kare kae banaa ley apna!

Erotic gay tale of a horny gay twink with a horny tailor

Those large, forever sparkling, long-lashed dark eyes… those amazingly full, luscious red lips, juicy and succulent like crushed cherries… that ridiculously pretty face — soft chiselled features, gently airbrushed… almost feminine, yet, not even remotely effiminate — everything beautifully framed by his tightly curled, unruly mop of dark ringlets!

Totally gorgeous!!!

Jab se javaan huyaa, tab se hii nazar thaa usspar Veera kaa… aur hai bharte huye ek hi du’aa maangtaa: Hai Rabba, aisa lubhan, aisi chubhan, dushman ko bhi ye sazaa naa de!

“Arre, itne saare?!” Veer gasped noting the huge shopping bags that Guddu lugged in, “Aur sirf paanch hii dinn me!”

“Um, bhaiyaa…” Guddu began tentatively, seeming crestfallen.

“Chal, koi baat nahi…” Veera gave a smile quickly downing the shutter and locking it from the inside… leading Laksh to the counter. “Bol, kya-kya hona.”

End of Part One. Please leave a comment, or hit the ‘LIKE’ button

Comments